Godaddy से Domain कैसे खरीदे – How to Purchase Domain from Godaddy in Hindi

February 26, 2016

Aaj me is post me aapko bataunga ki domain kaise kharide. Vaise to domain purchase karne ke liye bhut sari websites hain lekin Godaddy sabse famous website hai. Me aapko godaddy se domain purchase krke dikhunga fir aap kisi bhi website se domain purchase kar sakte hain.

Steps-

1. Where to buy domain names – Sabse pahale aapko Godaddy ki website open krni hai. Open krne ke liye yaha click kre- http://www.godaddy.com

2. Ab aapko godaddy ke search box me apna domain search krna hai jo aap purchase chahte hain. Aap niche picture me dikhaya gaya hai-

3. Agar aapka domain available hoga to aapko aisi picture dikhai degi

4. Aap apna domain selects kar lijiye and domain registration cost dekh lijiye kitni hai.

select-domain-name1

5. Ab payment karne ke liye “Continue to Cart” pe click kariye

select-domain-name

6. Ab fir se “continue to cart ” pe click kijiye

continue-to-cart

7. Agar aap already godaddy user hain to aapko apna user id aur password dal ke gadaddy login karna hai

8. Agar aap godaddy par pahali bar domain purchase kar rhe hain to aapko godaddy par registration karna pdega. Register me aapko aisi picture dikhai degi

register-or-login

9. Registration kane ke liye ab aap apni puri information fill kijiye aur –“Continue” pe click kijiye

register

10. Ab godaddy aapko payment wale page par le jayega, jaha aapko kuch aisa dikhai dega. Aap apne year wale option me 1 Year select kijiye vaise aap chahe to jyada bi select kar sakte hain

select-year

11. Yhan aap apni payment method select kriye aur “Place Your Order” par click kijiye-

select-payment-method

12. Me yaha aapko Credit Card se payment karke dikha rha hu- Apni Bank ki Detail bharne ke bad “Place Your Order” pe click kariye-

cc-detail

13. After successful payment, domain aapke godaddy account me aa jayega

domain-purchased

14. Apka domain kha hai ye dekhne ke liye aap upar Menu me jaiye aur apne “Visit my Account” me jaiye

visit-my-account

15. Apna domain dekhne ke liye + ke nishan par click kijiye jaisa picture me dikhaya gaya hai-

find-domain

16. Dekhiye aapka domain yaha aa gya hoga

domain-has-done

17. Jaise hi sara process finish ho jayega, aapko ek email milega like this-

email-notification

18. Congratulation aap domain purchase kar chuke hain

Koi aur help chahiye to aap niche comment kre. Ham aapko immediate reply krenge.
Thanks