Google Adsense Policy Changed : 300*250 Ad Unit Allow in Above The Fold
Latest Google Adsense Policy in Hindi 2017
Google Adsense world ka sabse best advertizing platform hai jisse lakho, karodo publishers apni website par ads show karke online earning kar rhe hain.
2 May 2017 ko Google ne apni Adsense policies me kuch changes kiya hai. So please is post ko carefully padhiye.
Google Allow 300*250 Ad Unit in Above The Fold
Aksar dekhne me aaya hai kafi log apni website ke above the fold me hi 350*250 ya 300*250 ad unit laga dete the.
Jiski vajah se mobile par jab koi user website open karta tha to website ka content kafi niche ho jata tha aur sabse upar Banner Ads how hone lagta tha.
Jo ki Google ki Najar me Violation tha and Google ne isi ki vajah se kai logo ke adsense ban bhi kiye hain. Google Above the fold me only responsive ads allow krta tha 350*250 ya 300*250 Ad Unit Nahi.
Now Google Allow 300*250 Ad Unit in Above The Fold
So, Guys 2 May 2017 se Google ne ab 300*250 ad unit ko Above the fold me allow kar diya hai means ab aap apni website ke top header me 300*250 ad unit laga sakte hain.
Google ke according 300*250 ad unit Mobile user ko distract nahi karti and ye eanring ko increase krne me bhi helpful hai.
Aap Google ki is Policy ko Detail me Yaha Padh Sakte Hain:- https://adsense.googleblog.com/2017/05/may2017-policy-update.html
So Guys Ab aap header me bi 300*250 ad unit lagaiye but dhyan rhe ki ads is tarah place kiya jaye ki website ka look na bigde and user ko click krne ke liye force na kiya jaye.
- Google News in Hindi Language : No Links = No Indexing
- Google Adsense Earning Ho Sakti Hai Kam : Bad News
- Google HTTPS Secure Site Ko High Rank De Rha Hai
Thanks You & Happy Blogging!!!